Tahajjud ki namaz ka tariqa / waqt / Namaz e tahajjud ki fazilat
Hadees Shareef me tahajjud ki namaz ki badi fazilat aai hai. Ibn e Maja ne riwayat kiya hai Ki , Hizoor ne Irshad farmaya . Jo shakhsh raat me bedar ho aur apne ahl o ayal o jagaye . Phir dono 2/2 rakat namaz ada karen to kasrat se yaad karne walo me likhe jayenge. Hazrat Abdullah bin Umar se …